zinda raho
tum apne waqt main,
main yahan tak hi
tumain le aayaa hoon.
teray saaray lafs
main teray paas
choD raha hoon,
haalaan k pehlay se hi
ye teray saaray lafs thay.
sahi hai k tum abhi poori nahin hoeee ho
kaisay ho sakti ho tum poori
jab subah fir aaey gi
ya chand fir chad kar aaey ga.
asal main lafs bhi abhi pooray nahin hoey hain
haalan k kehtay hain vo pooray ho gayay hain.
kisi chinta ki baat nahin.
main sun raha nahin hoon ga
jab log kahen gay k tum ko
k tum kuch aur hoti kisi maamlay main,
tum keh sako gi un ko
k saara kasoor mera hi tha
main jo tha
jab main ne tumain banaya tha.
***
To the Book
Go on then
in your own time
this is as far
as I will take you
I am leaving your words with you
as though they had been yours
all the time
of course you are not finished
how can you be finished
when the morning begins again
or the moon rises
even the words are not finished
though they may claim to be
never mind
I will not be
listening when they say
how you should be
different in some way
you will be able to tell them
that the fault was all mine
whoever I was
when I made you up
-W.S. Mewin
This poem has not been translated into any other language yet.
I would like to translate this poem