Want to feel another breath –
Another life?
See, how it feels a lot different.
...
Read full text
Deh Vimarsh Phir se pehli bar sanson ke sansarg se gujrana chahta hoon Dekhna chahta ki yeh sansparsh kitna alag hota hai Dusre deh ko mahsoosana pehli bar hone wali barish ki sondhi mehak si ya phir amrai mein aksmat hone wali meethi chuvan ya man ka phir se navjat ho jane ki tarah sankramak hai Aur aap aaweg se shikt ho bhingte rehte hai anjan cchuan se aap vismrit na ho tumhe hone bhi nahin chahiye deh janta hai naya kya hai/pratikul kya hai kalpna nahin hai yeh jeevan bhar bhar raha hai pratyek sparsh se app dopehri dhoop mein sanson ki garmahat se nikalti mritu (Death) ko dekh sakte hain.
Hindi Translation of your poem. Tried and still I will edit.