Miracle Fair (Chamatkaaron Ka Tamasha) .Wislawa Szymborska In Hindi/Urdu Translation Poem by Ravi Kopra

Miracle Fair (Chamatkaaron Ka Tamasha) .Wislawa Szymborska In Hindi/Urdu Translation



sadharan chamatkaar:
har roz cHotay motay chamakaar hotay rehtay hain

ek mamooli chamatkaar:
andheri raat main na-dekhay
kuttay bhonktay rehtay hain

bahut chamatkaaroN main ek chamatkaar:
hawaa main uDta badal cHota sa to hai
lakin itnay baDay aur bhari chaand ko
cHpaa is ne rakha hai

ek misal chamatkaaroN se bhari hui:
ek bhoj peD ka paani main parcHawaaN
is ko ulta kar deta hai
baayeeNi taraf dhaayeeN bun jaati hai
sar uska neechay taraf baDta hai
aur kabhi bhi paani ko paar nahin karta
halaN k paani ghera nahin hai

har roz ka chamatkaar:
halki se thoDi tez hawaa
tezi bhar kar tofaan bun jaati hai

ek samaan k chamatkaaroN main pehla chamatkaar:
gau maata gau maata hi hoti hai

is se kam nahin koi chamatkaar:
ek beej se bhar gayi saari charagah

bina jadoogar k coat aur topi se:
har taraf faakhta uD rehi haiN

chamakaar nahin to isay kya kaho gay:
aaj sooraj teen baj kar choda minat par nikla
aur ek bajay se aath minit kam doob jaaey ga

ek chamatkaar, haalaN k ye bahut baDa nahin hai:
haath main cHe se kam ungliaN hoti hain
fir bhi chaar se zyada hoti haiN

ek chamatkaar, aagay peecHo to dekho:
duniya sab taraf mojood hai

ek aur chamatkkar, kyon k har cheez se ek aur cheez baD kar ho hoti hai:
jis ko hum kabhi soch bhi na pa saktay thay
ab soch saktay hain.

***

Commonplace miracle:
that so many commonplace miracles happen.

An ordinary miracle:
in the dead of night
the barking of invisible dogs.

One miracle out of many:
a small, airy cloud
yet it can block a large and heavy moon.

Several miracles in one:
an alder tree reflected in the water,
and that it's backwards left to right
and that it grows there, crown down
and never reaches the bottom,
even though the water is shallow.

An everyday miracle:
winds weak to moderate
turning gusty in storms.

First among equal miracles:
cows are cows.

Second to none:
just this orchard
from just that seed.

A miracle without a cape and top hat:
scattering white doves.

A miracle, for what else could you call it:
today the sun rose at three-fourteen
and will set at eight-o-one.

A miracle, less surprising than it should be:
even though the hand has fewer than six fingers,
it still has more than four.

A miracle, just take a look around:
the world is everywhere.

An additional miracle, as everything is additional:
the unthinkable
is thinkable.

Wislawa Szymborska

Friday, December 28, 2018
Topic(s) of this poem: miracle
COMMENTS OF THE POEM
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success