Sapno ki diwani hai....
Haqikat jiski anjani hai....
aisi meri kahani hai......
Chhote-chhote khawab hai.....
...
Read full text
Hi Kavita, Khoob likhi aapne kavita Chhote-chhote khwabon se saje Naazukh si jazbat mein baze... Honthon mein muskurahat bhare... Well done... Lekin, aankhon mein aansoo kyom hai? Yeh mere samajh mein ne aaya.. Thank you sharing.10++
Well penned. Ye shaurat na kisi daulat ki mohtaz hai...... Meri kahani, teri jajbaat aur meri juban hai....
Kya sunder kahani hai, Na Raja hai na Rani hai Phir bhi lagti suhani hai Maza aagay padhkar......10
har kisi ke apne ehsas aur jazbat hote hain........jis-se sabki hi kahani banti hai behad hi khubsurat rachna........ aapne apne ehsas aur jazbat ko jaise jivant kar diya ho(ye kabhi khatam nahin hote yah ek satat prakriya hai, ) jivan bilkul kitab ki tarah hai, jiski kahani taumr chalti rahatee hai, jise ham likhte hi rahate hain aur lessons(chapters) bante rahate hain..........nice 10+++