1. har insan behtar banna chahta hai, par har insan kishi ko behtar banana nhi janta, agar aap behtar banna chahte ha, to kishi gari ko behtar banao
2.har wqat sochane se kya fayda jab apne bare mai soch kar ro rahe
kabhi kishi or ke liye socho, dil ko shanti milegi
...
Read full text