Mitti ka tan, Nadan Sa Man,
Masoom sa tha mera bachpan
Hothon ko chhuti Surkh Pawan
Adbhud tha ish jeevan ka ran.
...
Read full text
Hind, Urdu ka madhur milan.....Lay beeta mera kul tan man....Abhilasha yehi abhishek bane....Aur mastak tera ho kundan.....Tu jeet le jeevan ka yeh ran.....Kavitaen teri ma ko arpan.
bachpan se le kar ab tak ke jiwan ke rang, ghar, samaj, sangharsh, kashmakash aur sabse upar maa ka aahvan 'ja jeet ke aa jiwan ka ran'. bahut sundar rachna evam abhivyakti. dhanywad. Na teer chale, Na rakt baha / Fir kyu dil itna sakt hua Badne si lagi hai ye dhadkan / Behad Mushkil Jeevan Ka Ran...