Pathdhad me jhade patte
Lagte nahi wapas
Nanhi naye jaan
Phoot nikalti hai
Sookhe ped ke dal par
Duniya ka dastoor hai
Porane ki jagah
Naya le jata hai
Duniya ka dastoor yehi hai.
Pal bhar kas saath he bahut hai
Yaadein keemti banagaya
Kuch khatti kuch meethi
Waade chood gayda
Aane wale hassen pal ke.
Naye ki baat he kuch aur hai
Kal se seekha hua
Aaj ki pahli bhor hai
Har un kaamiyoon ko bharta hua
Aashiyan naya boonnewala
Wo sooraj hai
Jo dhalne ko tayar nahi
Jabtak kamyab nahi.
This poem has not been translated into any other language yet.
I would like to translate this poem
I could not realise the poem for language problem....but very optimistic poet's note... Admirations Ma'am.