Socha na tha ki milega mujhe
Mehmanawazi ka mauka kabhi
Par Kudrat ka khel dekho
Hum the, wo the, aur ye zamana
Chaah chaah ke bhi pauch nahi sakte
Unn galiyon mein jinhe hum apnana chahte
Koshish to karte bahot
Par chook jate chand faaslon se
Gheer rakha jo hame ye khayal
Ki kahi hum Khoo na de fir say
Aur fir umeed ka daman haath se fisal jaye
Dhakelte hue mujhe unn aandheri galiyon me
Jinse hum bahoot darte hai
Ki fir se choora na lejaye meri khushi.
Bahut khoob Nazm.10***** Arz kiya hai... kuch lines jo dil me aayi.. Milta hai sab ko ek sa (Yaksa) Koi utha leta hai Koi chook jata hai Koi afsos karta hai Koi khilkhilata hai Haath na aaye toh khatta Mil jaye toh meetha Mauka sab ko milta hai ek baar zaroor...
thanks for your ADMIRATION SOME ONLY ABUSE WHEN THEY ARE NOT MEMBERS THANK GOD PH DOES NOT PROMOTE EM ANY MORE SUCH RASCALS AS THEM amen
Main uski dastaras main na aaoon khuda kare. Jo be wafa kisi bhi trah na wafa kare. (Jazib Kamalvi)
JA SIR ON HIS RETURN HAS TRANSLATED IT NICE TRANSLATION Maukka toe milta hee rehtaa par usska phyada koee koee hee uttatta TIME AND TIDE WAIT FOR NO MAN neither you o woman and me oldy dry pan... waqt ki nazakat dekho samzhta hai koe koe aour meharbaan kabhee kabhee
It's a very good poem! Get inspiration from classical poets to increase your bar!