Zindagi ne kar diya hai kyun pareshaan
In pareshaniyon ka kya jawab doon
Kashti meri chali thi itmenane-tarfe-saahil
...
Read full text
Har pal har lamhe k mange tere hisab ka Kya jawaab doon Dil k toontne par Aankhen kyun ro deti hai Kya jawaab doon.......A wonderful poem as usual.....thank you for sharing sir :)
Duniya kare sawaal to main kya jawaab dun.... Lekin jo sawaal dil.o jaan ko tadpa de un sawalon ka koi jawaab nahi hai. Aqsar hum in sawalon ke bhanwar main phas ke reh jaate hai...Khoobsurat kalaam, jawaab miljaai to mujhe batana zaroor.10+++
Kya jabab hai