Khoya Etbaar Poem by Gulzar Hussain

Khoya Etbaar

Kab se is dil ko kuch hogaya hai,
Jo etbaar Sab ka kho gaya hai.

Ghar pathar nahi hai yah dil tera,
Toh dekhe lahoo kab to gaya hai.

Kya shajar hai firqaa parsti ka,
Jise rishta rishta dho gaya hai.

Mataasab aa taareekh pehchaan,
Tu liye Aakal kahan so gaya hai.

Na jaa poojaa ghar piase ke tu,
Is mein toh zameer becho gaya hai.


Aakele mehzabaan kapdhe toh jahadh,
Dagh diye bina kab isto gaya hai.

Kab tak rakhe ga qaafas mein naafas,
Sar tera toh izsar-e-no gaya hai.

Ranjoor yah mehfil sajhayega kya,
Ho kar bednaam wapis jo gaya hai.

Sunday, April 16, 2017
Topic(s) of this poem: sad love
COMMENTS OF THE POEM
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success