Jindagi me takrar bahut milli 
kami reh gyi to bus pyar ki
suna tha ki ek achha dost hi 
achha jivansathi ban sakta h
kami reh gyi to bus aese yar ki
isi bahane me apne dosto se pyar kar betha 
bato hi bato me ijhar kar betha
jawab mila
tum mere achhe dost ho
shayad 
kami reh gyi to bus jhoote jajbat ki
Aakir meri galti kya thi 
yhi ki me har kisi ko hasata tha
apni bato se dil k kareeb aajata tha
shayad me aajad parinda hu 
muje bandishe pasand nhi
fir aakhir kyu 
kami reh gyi to bus khulle aasman ki                
                    This poem has not been translated into any other language yet.
I would like to translate this poem