Kabhi toh mujh ko apni manzal pe jaana hai,
Badru maqaam koi naam prince jiasa.
Kiase baataon mein raaz ghayibana hai,
Par ulfat ka to teri hai yah kaam itna,
Bad mere Marne ke tubat peh aana hai,
Duniya hai mujhe kyuon chadhe hove,
Na inse kuch lena na inka dena hai,
Par use Milne ka srif ik Bahana hai.
Ranjoor ko Sataane ki tum ko ijaazaat,
Nakaami pe mere aur kahkaa lagaana hai.
This poem has not been translated into any other language yet.
I would like to translate this poem