Intazaar Poem by Gulzar Hussain

Intazaar

Kitaah: -

Aaj subha ghar se nikla_______Kisi ne di Aawaaz yuon,

Kon hai wo jis ke liye________Yuon bahagta hai tu.



Ruk na zara ruk na ______Mein bi Aa Rahi hon.

Intzaar kar intzaar_______Mein Teri hum safar hon.



Ghazal: -

Nikal gaye tum yaar aage,
Mein uske intazaar mein tha.


Hazaan aagayi ghar mein mere,
Mein rah ki bahaar mein tha.


Bitha diya intazaar mein han,
Mein jis ke pyaar mein tha.




Sooraj dhoba chand nikla,
Kon kis ke Ikhtiyaar mein tha.


Yeh duniya hai char din ki,
Mein isi wachaar mein tha.


Ranjoor milega panch mein din,
Mein usi iqrar mein tha.

POET'S NOTES ABOUT THE POEM
Copyright. (don't copy)
COMMENTS OF THE POEM
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success