Hum Tumhare Naam Ek Kitaab Likhte Poem by Abdulrazak Aralimatti

Hum Tumhare Naam Ek Kitaab Likhte

Tum thoda aur intazar karte
Hum tumhare naam ek kitaab likhte

Zamana tha mera dushman
Mujhe samajh na saka
Hum kitab mei likhte
Zamane ko samjhate
Tum thoda aur intazar karte
Hum tumhare naam ek kitaab likhte

Zamana tha mera dushman
Mujhe sambhal na saka
Hum kitab mei likhte
Tumhari sharafat ke batein
Tum thoda aur intazar karte
Hum tumhare naam ek kitaab likhte

Zamana tha mera dushman
Mujhse dosti na kar saka
Hum kitab mei likhte
Hamare khamoshi ki wajah
Tum thoda aur intazar karte
Hum tumhare naam ek kitaab likhte

Zamana tha mera dushman
Mujhe saha na saka
Hum kitab mei likhte
Hamari majboori ki wajah
Tum thoda aur intazar karte
Hum tumhare naam ek kitaab likhte

Zamana tha mera dushman
Mujhe suljha na saka
Hum kitab mei likhte
Zamane ko rulate
Tum thoda aur intazar toh karte
Hum tumhare naam ek kitaab likhte

Zamana tha mera dushman
Mujhe na saka
Hum kitab mei likhte
Tumhe ehsas karate
Tum thoda aur intazar karte
Hum tumhare naam ek kitaab likhte

Zamana tha mera dushman
Mujhe samajh na saka
Hum kitab mei likhte
Tumhe bhi rulate
Tum Thoda aur intazar karte
Hum tumhare naam ek kitaab likhte

Tum thoda aur intazar karte
Hum tumhare naam ek kitaab likhte

COMMENTS OF THE POEM
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success