Arsa e zeest ko sadiyon ka safar jana hay
Phir bhi ik roz tou hr shakhs ko mr jana hay
Meray Mabood tamannaon ka ambaar lye
...
Read full text
Kya baat hai Mohtarma, , , , , , , , , , , Kitnay dilkash se hua krtay hen aksar lekin Ankh khultay hi tou khwabon ko bikhar jana hay
mumtaz mufti likhty hn... k divany sy pucho k 'wo' q achi lgti hy. divana kahy ga k 'bs achi lgti hy'. achi lgti hy, ye hi ek jawaaz hy, phr koi or jawaaz os k pas nhn rhta. or shayad hota b nhn hy. m ye ghazal parhty hoay muskra rha tha, q k mera zayaqa yehi hy, or koi kmi b nhn hy. mjhy achi lgti hy.
Very emotional and very well crafted with a strong message! ! ! Dil agar mujh se lagao gay to pachhtao gay Mein musafir hun mujhe laut k ghar jana hay touching lines. stay blessed! ! !
Jo kisi se nhi hota hay wo kr jana hay... main bhi yehi sochta hoon lekin hairan hoon ki manzil nazar nahi aati.
the beauty of good poetry is that it is appreciated before it is understood, , my knowledge in urdu [is monkey's knowedge is teh art of gardening] is very poor, , almost nothing u can say, , , but this poem i must confess from the reaction of a reader's instinct, , it is marvellous.. this is the best poem of my day, , thanx
Dil k dariya ko kisi roz utar jana hai......... Amjad Islam Amjad ki zameen main behtreen ghazal hai. Shukria