Fear Poem by Nadia umber Lodhi

Fear

Rating: 5.0

Hum ko āġhāz-e-safar mārtā hai
mārtā koī nahīñ Dar mārtā hai
zindagī hai mirī mushkil meñ paḌī
ishqbekar me sermārtā hai
tirī mujh se nahīñ qurbat na sahī
mujh ko to husn-e-nazar mārtā hai
zindagī us kī hai muhtāj magar
de bhī saktā hai magar mārtā hai
ik hañsī gūñjīi. Haighar meñ mere
mujh ko yādoñ kā asar mārtā

Sunday, July 15, 2018
Topic(s) of this poem: fear
COMMENTS OF THE POEM
Rajnish Manga 28 October 2018

ik hañsī gūñjī thī ghar meñ mere mujh ko yādoñ kā asar mārtā.... //.... Apki shayari mein apna ek alag mukaam banaa lene ki slahiyat hai.

2 0 Reply
Nadia Umber Lodhi 29 October 2018

Thanks a lot sir 👍🏻👍🏻👍🏻👍🏻👍🏻👍🏻

0 0
Nadia Umber Lodhi 29 October 2018

Thanks for this appreciation sir

0 0
Sitara Bano 04 October 2018

Yes you are right ma'am

3 0 Reply
Nadia Umber Lodhi 04 October 2018

Thanks👍👍👍👍👍👍👍👍

0 0
Kamra kumar 04 October 2018

Fear creat hopeless situation

2 0 Reply
Nadia Umber Lodhi 04 October 2018

Thanks👍👍👍👍👍👍

0 0
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success