Faiz Ahmed Faiz: Donon Jahan Teri Mohabbat Mein Haar Ke, In English Translation Poem by Ravi Kopra

Faiz Ahmed Faiz: Donon Jahan Teri Mohabbat Mein Haar Ke, In English Translation



He lost everything being in love with you
After the night of sorrow he's leaving you

The pub is deserted, all goblets are blue
You left, and now, the spring too is blue

He had freedom to sin but for four days
Allah didn't punish him in his own ways

The world made him to forget all about you
Worries to make wages took him away from you

She smiled innocently at 'Faiz' today
Don't ask what joy his heart felt today

(an added couplet)

'Ravi' was in love with you, but you broke his heart
He left, and now you cry; tell me, who is at fault?


***

donon jahan teri mohabbat mein haar ke
FAIZ AHMAD FAIZ

donoñ jahān terī mohabbat meñ haar ke
vo jā rahā hai koī shab-e-ġham guzār ke

vīrāñ hai mai-kada ḳhum-o-sāġhar udaas haiñ
tum kyā ga.e ki ruuTh ga.e din bahār ke

ik fursat-e-gunāh milī vo bhī chaar din
dekhe haiñ ham ne hausle parvardigār ke

duniyā ne terī yaad se begāna kar diyā
tujh se bhī dil-fareb haiñ ġham rozgār ke

bhūle se muskurā to diye the vo aaj 'faiz'
mat pūchh valvale dil-e-nā-kardā-kār ke

Saturday, April 25, 2020
Topic(s) of this poem: love
COMMENTS OF THE POEM
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success