Kabhi sochtha hoon kyon zindagi ne aise sazaa di,
Milakar bhi humein kyon hum mein itne darmiyaan di,
Agar Itne hi door rakhna tha kismat ko humein,
To milaya hi kyon tha jab milana nahin tha humko.
Mohabbat kya hai yeh pehale mein samajhtha nahin tha,
Tumahare pyaar ne hi sikhayee mujhe kya hai mohabbat,
Agar dikhlake mohabbat door karna hi tha mohabbat se,
To mohabbat kya hai yeh mujhe samjhaya hi kyon tha.
Dil karta hai sanam khatam mein zindagi apne kar loon,
Tere bin ek din bhi nahin ab hai jeena mujhko,
Mein na jaanoon kya kahegi hamare is rishtey ko duniya,
Is duniya ki koi bhi parawah nahin hai ab mujhko.
This poem has not been translated into any other language yet.
I would like to translate this poem