Come that my soul has no repose
Has no strength to bear the injustice of waiting
...
Read full text
aa ke meri jaan mein qaraar nahin hai taaqat-e-bedaad-e-intazaar nahin hai dete hain jannat hayaat-e-dahar ke badale nashshaa baa_andaazaa-e-khumaar nahin hai giriyaa nikaale hai teri bazm se mujh ko haaye! ki rone pe ikhtiyaar nahin hai ham se abas hai gumaan-e-ranjish-e-khaatir khaak mein ushshaq ke gubaar nahin hai dil se uthaa lutf-e-jalvaa haye ma_ani gair-e-gul aaiinaa-e-bahaar nahin hai qatl kaa mere kiyaa hai ahad to baare vaaye! agar ahad ustavaar nahin hai tu ne qasam maikashi ki khaai hai ‘Ghalib’ teri qasam ka kuchh aitabaar nahin hai
You have pledged to kill me at last But there is no determination in your promise
I can see why his soul has no repose- -do any one of us have so solid a belief system that we do not doubt occasionally?