Bikhera Hua Dil Poem by Randhir kaur

Bikhera Hua Dil



Hum sab dard se guzarte hai,
Aan aur shaan mai sab yahn wahn bikhere padhe hai.
Ye jo jhuthi hasi ka libaaz pehn k 'M fine' kehte ho na
Ye Sare sab kch jnte hai par ajaan gazab ke bnte hai.
Kya hogya h ajkl humhe?
Gairon k sath dil mil rhe h aur apno se dur ho rhe hai. Shyd iss zamane ko avam ne abhi takapnaya nhi
Isilye imandari aur rutbate mai reh kr bhi sab tuute padhe hai.
Jab tavaju kahin bahar se mile toh ghar pe padha heera bhi nikali lgne lgta hai,
Aye khuda k bnde, khash iss zamane ke badale masum k sajde karne seekh liye hota toh aj phone ko apna dushman na manta.
Ye samaj ne toh mera insaan hona ka gurur bhi chin liya hai,
Ab mere namaste na bolne k badale hasi dene pe mjhe sau parde daalne padhte hai.
Humhri zaat mai ek aur ek zaat bhikhari hai,
Jahan talhk aur adaamat k alawa kch ranjish hai kahin.
Bhot si galatiyan hai humhari ki humne apni awaaz mai ek shabab awaaz kyun nahi daali,
Duniya ko dard se riha krne k liye humne baazi hi ulti mari.
Ab toh hum dikhawe ki zindagi jee rhe hai,
Kisko kya lena hai dil ke dard se,
Sabhi ko acha dikhna h pyaar se reh k,
Kabhi ye mehengi duniya se pare ho ke aam saasti cheez toh bano,
Yahn tumhe aate jaatein sab dehkhenge
Tumhari surat se tumhe khushi se yaad kremge.
Tohmatein lagane lakhmil jte hai,
Waadein krne wale hazar jhuth bol jte hai,
Par kya khoob shaahkar bnya hai rab ne inn insaano ko,
Haar aur jeet ki aatish mai nawazihein krna bhul jte hai.
Yahn baithe bhot se loog anjaan hai par apnikahani k hisse jaisa lg rhe hai,
Iss mehfil mai jhuthi kavita keh kr sare gehre raaz keh rhe hai.
Yahn baithe bhot se loog koi dard se juj rhe hai aur koi dard se aage bardh gye hai.

Kya tumhare bhi dil jaise ghar ko raato raat nilam kiya gya hai?
Tum akele nahi ho nanhi si jaan ye jaan lo,
Tumhare sath puri fauj hai jisne dil pe tumhari hi tarah rifu kiya hai.
Yahn sab tuute padhe hai,
Naam aur kam k chakar mai pyaar se loog dur ho rhe hai.
Agr pyaar diya nhi jta toh kisi ki azamat toh mat chino,
Avaam ki tarah bnoge toh kal fir tumhare bare mai meri hi tarah kch zyda sach likhega,
Mai toh fir b lihaaz kr rhi hu tumhari hui tauba ka.
Aye khuda k bande mai sharminda hu tere hone mai bhi na hone mai,
Aakhir tere hote hue kaise yahn sab tuute padhe hai?
Jisne rab ne humhe banaya ussi se hi ruthe padhe hai.

Tuesday, August 13, 2019
Topic(s) of this poem: depression,sad
COMMENTS OF THE POEM
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success