Khoobsoorti mere liyay hai
jo meri aankhon ki
gehraaeeoN main rehti hai
mere hoton ki bkirma hai
mere baaloN ki kalikh hai
meri tvacha ki safedgi hai
meri mukh kriti hai
jab aankhain main jhuka leti hoon
mera muskrata chera hai
meri baat-cheet, meri chaal hai
mere kaam, mere khayaal hain
meri kalm hai jis se main
apne khayaal likhti hoon
khoobsoorti mere liyay hai
kaisay main apne
khawaaboN ko dekhti hoon
Tum keh saktay ho
main apni tareef main lagi hoon
magar khoobsoorti mere liyay hai
jo meri androoni asleeyat hai
- - -
Beauty
Poem by shaista amin
Beauty is the depth
That lies in my eyes
Beauty is the curvature
That borders my lips
Beauty is the darkness
That resides in my hairs
Beauty is the fairness
That lies in my skin
Beauty is the expression
When i look down
Beauty is the face
When i smile
Beauty is the way
I walk and talk
Beauty is the way
I think and act
Beauty is the way
I pickup my pen
And write my thoughts
Beauty is the way
I sleep and dream
You may call it self admiration
But for me beauty is
What lies in me
-shaista amin
This poem has not been translated into any other language yet.
I would like to translate this poem
Thank you for translating my poem and giving it such a flawless beauty