Chalo alvida kahne ka waqt aa gaya
alvida aie dost teri dosti ko
Bhulkar sare gile shikve aaj dur sabse dur jane ka waqt aa gaya
Muaaf kar dena hame kisi hamaree gunah par
Paye aapse behad khoobsurat pal hamne
yadon me basakar unhe kabhi muskura liya karenge
Shukriya dosto diya bahot sneh aapne hame
Bhige the jis sneh sarita me ham labalab
Kabhi hasna kabhi ruthana kabhi machalna to
kabhi manana eise hasin pal mile aapse is nachiz ko.
Nadan kitne the ham ki karte rahe paresha tumko.
ye samjhkar ki pura hak banta hai mera tumpar.
Chaloye galtfahmibhi aaj dur hui ab jii lenge unhi
aapne purane aashiyane me ham to.
Gar kabhi bhule se yad aa bhi jaye hamari
Samjh lena gai balaa. Kismat se tumhaari.
Aakhari muskurahat se lete hain sada ke liye bidai
khush rahna apne aashiyane me yahi rahegi sada ye duvayen hamari
Such a brilliant poem is very beautifully penned. This wonderful is completely motivational...10
This poem has not been translated into any other language yet.
I would like to translate this poem
Thanks alott ...kumarmani mahakul jim, for your lovely comments.