Kuchh naya kaam karen
or sochen
khud ko be-rubt khayalon k hawalay kr den
phir ye dekhen
...
Read full text
bohat pyari shayari hy ap ki. m apna kahun to, ye nazm, or m, or ek cup chaey,5 behtreen minute hon gy.
neend wadi me yeh khwabon ka basera he kidhar? khwab kia cheez hen chal kr unhen choo kr dekhen lovely lines and a cute wish :) love your urdu poems! ! !
poetry ka mazaa to tab aata hai jab use nature se judate hue dekhen. aap ki urdu poetry mein ye bahut hi nazdeek se nazar aata hai. waise, poetry, kavita, shayari iski ek hi language hai jo dil se nikalkar asman ko chhu jata hai. poetry ki juban to sitaren bhi samajh lete hai.
It has amazing imagery and an innocent desire to see the moon from the other side, a beautiful poem first lines remind me Iqbal's 'Bazm e Anjum' Suraj Ne Jate Jate Shaam-e-Seh Qaba Ko Tasht-e-Ufaq Se Le Kar Lale Ke Phool Mare' the same scene makes you poem endearing.
chalo achha hai subah ke firaq me to hu kante hi sahi phoolon ki khawaab me to hun// and second one in Indian continental Issue.....dilon me jati dharm ke pahare hain mere jakham kitane gahare hain/ now regarding the poem its khubsurat poem
chandni shab ko chanaaron pe bikharta dekhen aasmanon ko bahaaron me nikharta dekhen aao suraj ko ufaq paar utarta dekhen! ! ! stunning allegories...photgraphic visuals...almost a perfect 10
Speechless. I’m shocked Yaqeen nhi ata abhi bhi itnay Hassas likhari mojood hain.